Woh Gunah jis ka tumhe ranj ho Allah k nazdik us neki se behtar hai ji se tum mein ghuroor peda ho jaye "Ikhtiar, Taqat Aur Dolat Milne Par Logg Badaltay Nahi, Balkay Be-Naqab Hote Hain." Zindagi ki asal khoubsurati ye nahi k aap kitney khush hain, balke zindagi ki asal khoubsurati to ye hai ke doseray aap se kitnay khush han. Ager kisi ko ache tareeke se phechan-na hai to us se mulakat karo kiun k insaan apni zibaan k neeche chupa howa hota hai." Dunya Daron ki Sohbat Ikhtiyar Na karo Q k agar tu Tang-dast howa to ye tujhey Chor dengay, our agar tu Dolat-mand huwa tu tujh se Hasad Karenge. Agar rizq aqal-o-danish se milta tou jaanwar aur bewaqoof zinda hi na rehte. Jisne Kisi Ko Akele Me Nasihat Ki Usne Usse Sanwar Dya. Or Jisne Kisi Ko Sab K Samne Nasihat Ki Usne Usko Mazeed Bigar Dya. ******************** |
__._,_.___
No comments:
Post a Comment