Pages

Thursday, February 03, 2011

Bikhre hue jazbaat hein

 





Bikhre hue jazbaat hein Toote hue khwaab hein Ye jazbaat meri daulat hai Yeh khwaab meri saughaat hai Lamha lamha behlaati rahi Teri yaad is dil ko Is liye shaayad aaj bhi Log Kehte hein "Hum Zinda hein"


Mohabbat ne jab thukra diya Dard ne hamein thaam liya Dilbar ne jab dil ko chot di Dil ke zakhmon ne hamein aaraam diya Tamaam umr jis ke liye Hum tadaptey rahe Usi qaatil ne sare aam hamein Ruswaa kiya


Mohabbat ne jab thukra diya Dard ne hamein thaam liya Dilbar ne jab dil ko chot di Dil ke zakhmon ne hamein aaraam diya Tamaam umr jis ke liye Hum tadaptey rahe Usi qaatil ne sare aam hamein Ruswaa kiya


palko ki chilman se suraj ki kirno ko dekha aapki chahat ko khud par simat te dekha wo kirne nahi , thi baahen tumhari mujhko bulaati thi nazdeek tumhaare khud ko rok sakte nahi bin tumhare ji sakte nahi phoolo ko jab khilte dekha us main bhi dekhi surat tumhaari bebas hokar baith sakti thi kewal kirno ko door se dekh sakti thi kewal choone ko jayse hi badhte the aage gum ho jaati thi surat tumhari phoolo se aai thi khusboo tumhari aankhe band karke faelaai baahen aysa laga tum ho saath hamare

Aapki DOSTI Ki ek Nazar Chahiye, Dil hai beghar use ek ghar Chahiye, Bas yuhi SAATH chalte raho ae DOST, Ye DOSTI hume UMRABHAR Chahiye
__._,_.___
Recent Activity:
My-Diary is a friendly forum and you can share attractive, motivating, appealing, exciting, fascinating stuff from your "Personal Diary". Medium of communication can be English, Urdu or Punjabi (Plain or Roman Text).

Kindly use My-Diary@yahoogroups.com for sending emails at My-Diary Group.

The theme of this group is to socializing about Islamic values along with promoting inspirational thoughts share some motivating, appealing, fascinating stuff with other by keeping code of conduct basic moral values for this group.

My-Diary Group encourages the sharing of English, Urdu and Punjabi literature. Along with that being part of this forum you will have right to address social issues and discuss anything that concerns life, people and society. My-Diary facilitates free flow of ideas and freedom of expression. It also affirms the Universal Declaration of Human Rights. The Forum offers to assist individuals to host events promoting Pakistani/Indian/Urdu/Punjabi literature, culture and personalities.

Sure! My-Diary will turn out to be special group with your help and support.

Group Email Addresses
Post message: My-Diary@yahoogroups.com
Subscribe:    My-Diary-subscribe@yahoogroups.com
List owner:   My-Diary-owner@yahoogroups.com

--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
|| My-Diary |||| Living together is an art || Current Group Rank is 27 in  2797 Pakistani Groups || 
--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
My-Diary Group Home Page: http://groups.yahoo.com/group/My-Diary/
My-Diary Google Site: http://sites.google.com/site/mydiarygroupsite/
My-Diary Blog: http://mydiaryblogsite.blogspot.com/
--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
MARKETPLACE
Stay on top of your group activity without leaving the page you're on - Get the Yahoo! Toolbar now.

Find useful articles and helpful tips on living with Fibromyalgia. Visit the Fibromyalgia Zone today!
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment