Pages

Wednesday, September 28, 2011

1320~*Dil_e_Dagdaar*~Pak Old... Lagta naheen hay jee mera ujrey diyaar main Kis ki bani hay aalam_e_ napayedaar main Keh do in hasarton se kaheen aur ja baseen Itni jagha kahan hay dil_e_dagdaar main umar_e_daraaz maang k laey they chaar din Do aarzo main kat gaye do intezaar main Itna hay badnseeb "Zafar" kafin k liye dafn k liye Do gaz zameen bhi na mili kuh_e_ yaar main

 
1320~*Dil_e_Dagdaar*~Pak Old...
Lagta naheen hay jee mera ujrey diyaar main
Kis ki bani hay aalam_e_ napayedaar main

Keh do in hasarton se kaheen aur ja baseen
Itni jagha kahan hay dil_e_dagdaar main

umar_e_daraaz maang k laey they chaar din
Do aarzo main kat gaye do intezaar main

Itna hay badnseeb "Zafar" kafin k liye dafn k liye
Do gaz zameen bhi na mili kuh_e_ yaar main
~@~@~R*u*k*h*s*a*n*a~@~@~
__._,_.___
 

No comments:

Post a Comment