Pages

Monday, September 05, 2011

14...Meri Diary Se...Larkiyaan...By M A R...Pak Old...

 
14...Meri Diary Se...Larkiyaan...By M A R...Pak Old...

In bachiyon ko barey ho kar janey kahan kahan ki
Thokareen khani parti hain
Janey in k naseeb kaisey hotey hain
Aksar achey naheen hotey
Aaj maan baap k sar par hain to kal
Khawand aur susraal k raham wa karam
Main chali jayeen gi
Larkiyoon ki kismat main hansna kam
Aur rona zeyada likha hota hay
Khawand kisi kisi ka acha hota hay
Yeh piyar dhundhti hain aur woh piyar kartey naheen
Bachiyon ki yehi umr hoti hay
K unheen zindagi bhar ka piyar de deya jaey
Mera bas chaley to in tamaam bachiyon ko
Bara hi na honey doon
Aur sab ko apni shafqat k saey main rakh loun,
http://img600.imageshack.us/img600/2605/16453801.gif
__._,_.___
 

No comments:

Post a Comment