Pages

Thursday, June 23, 2011

1275~*Ajnabi Sham*~Pak Old...

 
1275~*Ajnabi Sham*~Pak Old...
dhundh chaai hui hay jhiloon par
Ure rahey hain parind tiloon par
Sab ka rukh nashmanoon ki taraf
Bastiyoon ki taraf banoo ki taraf
Apne galon ko le kar charwahay
Sarhadi bastiyon main ja pounche
Dil_e_nakaam main kahan jaoun ?
Ajnabi sham main kahan jaoun ?
__._,_.___
 

No comments:

Post a Comment