Pages

Monday, June 27, 2011

1277~*Hamsafar*~Pak Old...By Ahmer....

 
1277~*Hamsafar*~Pak Old...By Ahmer....
Ho jaise haseen khayal
Mujhye aisa hamsafar mile
Rangoon ki kahkahshaon main
Mujhye sath le kar chale
Kabhi besabab naraz ho
Kabhi bewaja hans kar mile
Kabhi poursakon jhel ho
Kabhi darya ki jaise laher chale
Har rooz ham bateen kareen
Mahni na hoon jin k koi
kabhi khawaishon k dais ki
Kabhi khushbo k shehar ki
Aur sham ko nikal pareen
Shafaq k sang chalte huwey
Phir badloon main ja baseen
Aur dhanak ka koi ghar mile
Koi sa rukh ho waqt ka
Mousam ka koi rang ho
Har sans main wohi basey
Har aan mere kareeb ho
Kiki bhi janab chal paroon
Kisi taraf ka bhi rukh ho
Main usi ki janab safar karon
Wohi mera muntazer mile
Ho jaise koi haseen khayal
Mujhye aisa hamsafar mile
~@~@~R*u*k*h*s*a*n*a~@~@~
__._,_.___
 

No comments:

Post a Comment