Pages

Monday, June 27, 2011

1278~*Shehar Yaar*~Pak Old By Ahmer...

 
1278~*Shehar Yaar*~Pak Old By Ahmer...
Yeh shehar k mera shehar naheen
Phir bhi hay shehar yaar yahan
Tum bhi dour se aey ho
Tumare dam se hay bahar yahan
Tumeen shehar ki kiya zarorat hay
Tumari aankhon main ek daiyar hay
Main is daiyar main ja kar rah loun ga
Jahan har dam ek nasha sa hay
Yahan har dam ek khumar hay
Tum jahan bhi ja kar rah lo gey
Bane ga shehar pyaar wahan
Tum jis bhi dais main jao gey
Basey ga shehar yaar wahan
Rukhsana Group
__._,_.___
 

No comments:

Post a Comment